har KHaraab cheez men bhi theek cheez hai duniya bhi haseen hai ye dilruba ke saath
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
hazaaron saal nargis apni be-noori pe roti hai badi mushkil se hota hai chaman men deeda-war paida
Allama Iqbal
207 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
kyuuñ darein zindagi men kya hogaa kuchh na hogaa to tajurba hogaa
Javed Akhtar
156 likes
More from Rakesh Mahadiuree
she'r meraa sun ke ahl-e-bazm to KHaamosh thii mere aage likhne waale tabsira karte rahe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
pahle sii dil men husn kii chaahat nahin bachi dekha hai hamne husn ko itne qareeb se
Rakesh Mahadiuree
0 likes
us ek shaKHs ko ham bhoolne kii koshish meinna jaane kitnii dafa us ko yaad kar baithe
Rakesh Mahadiuree
0 likes
zindagi hai kisi aaiine ke jaisi yaaro aap muskaayenge to zindagi muskaayegi
Rakesh Mahadiuree
9 likes
sabka milnaa dost kahaan ho paata hai ham jaison ko hasrat zinda rakhti hai
Rakesh Mahadiuree
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







