hazar shama farozan ho raushni ke liye nazar nahin to andhera hai aadmi ke liye
Related Sher
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
ab hawaaein hi karengi raushni ka faisla jis diye men jaan hogii vo diya rah jaayega
Mahshar Badayuni
78 likes
apne chehre se jo zaahir hai chhupaayen kaise teri marzi ke mutaabiq nazar aayen kaise
Waseem Barelvi
97 likes
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
jahaan se jee na lage tum wahin bichhad jaana magar KHuda ke li.e be-vafaaii na karna
Munawwar Rana
85 likes
More from Unknown
yaad karunga itni shiddat se rab ko main meri ibadat se teraa chehra nikherega
0 likes
vo munsif hai meraa jo qaateel hai jaañ ka mere haq men vo faisla kya karega
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
vo shahar meraa kyuuñ chhod diya ab kisko dekh ke she'r kahooñ
0 likes
tu kahii mat ja chhod kar mujh...ko kya karunga tere baghair yahaañ
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







