hindustan ke in taraqqi-pasand naujawanon ko bimar kaha jata hai. wo bimar hain, isme koi shak nahi, par ye bimari wo ishq hai jo unko apne watan ke zarre-zarre se hai.
Related Sher
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ye shahar-e-ajnabi men ab kise ja kar bataayen ham kahaan ke rahne waale hain kahaan ki yaad aati hai
Ashu Mishra
117 likes
tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata charaaghon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata mohabbat faisla karti hai pahle chand lamhon men jahaan par ishq hota hai vahaañ socha nahin jaata
Abrar Kashif
130 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
More from Saadat Hasan Manto
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
vo to dil jaisa dhadakta hai mere seene men dam nikal jaayega jab door chala jaayega
0 likes
usse kehne men jab sharam aayi tab mire haathon men qalam aayi zindagi mire hisse men tu bhi aayi lekin bahut hi kam aayi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







