hamse jo door raha karte hain unko akshar dil ki awaaz sunaane ko ghazal kahte hai
Related Sher
raatein kisi yaad men kattee hain aur din daftar kha jaata hai dil jeene par mael hota hai to maut ka dar kha jaata hai sach poochho to tahzeeb haafi main aise dost se aaziz hooñ milta hai to baat nahin karta aur phone pe sar kha jaata hai
Tehzeeb Hafi
307 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Talha Lakhnavi
ik taraf husn-e-tabassum ik taraf husn-e-hayaa aur us par jaan leva aapki angdaai hai
Talha Lakhnavi
0 likes
tujhe yaad karte karte main ye sochta hooñ akshar teraa hijr bhi na ho to mere paas aur kya hai
Talha Lakhnavi
1 likes
teri har ada hai dilkash teraa husn dilruba hai tujhe jab se maine dekha mujhe ishq ho gaya hai
Talha Lakhnavi
1 likes
jo apne lafzon se hijr tode mohabbaton men dilaae phir do dilon ko raahat vo shayari hai
Talha Lakhnavi
2 likes
zabaan se apne na ham kahein kuchh na vo kahein kuchh nazar samajh le nazar ki harkat vo shayari hai
Talha Lakhnavi
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Talha Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Talha Lakhnavi's sher.







