hangaama hai kyun barpa thodii si jo pee li hai daaka to nahin maara chori to nahin ki hai
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
mas'ala ye nahin ki ishq hua hai ham ko mas'ala ye hai ki izhaar kiya jaana hai
Rajesh Reddy
127 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
main zindagi men aaj pahli baar ghar nahin gaya magar tamaam raat dil se maa ka dar nahin gaya bas ek dukh jo mere dil se umr bhar na jaayega us..ko kisi ke saath dekh kar main mar nahin gaya
Tehzeeb Hafi
172 likes
More from Akbar Allahabadi
is qadar tha khatmalon ka chaarpaai men hujoom vasl ka dil se mire armaan ruksat ho gaya
Akbar Allahabadi
21 likes
qaum ke gham men dinner khaate hain hukkaam ke saath ranj lider ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
3 likes
dil vo hai ki fariyaad se labreiz hai har vaqt ham vo hain ki kuchh munh se nikalne nahin dete
Akbar Allahabadi
13 likes
haqeeqi aur majaazi shayari men farq ye paaya ki vo jaa men se baahar hai ye paaja men se baahar hai
Akbar Allahabadi
27 likes
main bhi graduate hooñ tum bhi graduate ilmi mubaahise hon zaraa paas aa ke late
Akbar Allahabadi
36 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Allahabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Allahabadi's sher.







