ik ashk qahqahon se guzarta chala gaya ik chikh khamushi men utarti chali gai
Related Sher
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
More from Ameer Imam
vo ek ashk jo haasil hai zindagaani ka tamaam umr ke manzar nichod kar niklaa
Ameer Imam
4 likes
be-sabab marne se achha hai ki ho koi sabab doston cigarette piyo may-khwaariyaan karte raho
Ameer Imam
35 likes
ab sulagti hai hatheli to khyaal aata hai vo badan sirf nihaara bhi to ja saka tha
Ameer Imam
36 likes
lutf aata hai bahut soch ke mujh...ko ki raqeeb rangat-e-lab ko teri paan samjhte honge
Ameer Imam
30 likes
KHaak ko KHaak se milne nahin deti duniya mar bhi jaayen to kafan beech men aa jaata hai
Ameer Imam
39 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ameer Imam.
Similar Moods
More moods that pair well with Ameer Imam's sher.







