ik ladki se baat karo to lagta hai is duniya ko chhod ke bhi ik duniya hai
Related Sher
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
More from Shadab Asghar
tum in labon ki hañsi aur khushi pe mat jaana ye roz roz ha men bhi fareb dete hain
Shadab Asghar
1 likes
mujhe ik baat kahni thii agar mujh ko izazat ho tumheen meri muhabbat ho muhabbat ho muhabbat ho
Shadab Asghar
4 likes
kisi ke jhooth se parda hatakar hamaara sach bahut roya tha us din
Shadab Asghar
5 likes
mujh men hai kya kamii ye batla do kaison kaison ko mil gaya hai ishq
Shadab Asghar
8 likes
ye ishq aag hai aur vo badan sharaara hai ye sard barf sa ladka pighalne vaala hai
Shadab Asghar
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shadab Asghar.
Similar Moods
More moods that pair well with Shadab Asghar's sher.







