ik naqsh ho na paa.e idhar se udhar meraa jaisa tumhein mila tha main waisa juda karo
Related Sher
meraa armaan meri KHvaahish nahin hai ye duniya meri basaaoge nahin hai main tere KHvaab waapas kar raha hooñ meri aankhoñ men gunjaish nahin hai
Abrar Kashif
89 likes
pahle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahii dar ke tumhein ek nazar dekha hai
Majrooh Sultanpuri
70 likes
main tere baad koi tere jaisa dhoondhta hooñ jo be-vafaaii kare aur be-vafa na lage
Abbas Tabish
90 likes
main kya bataaun vo kitna qareeb hai mere meraa khayal bhi us..ko sunaai deta hai vo jisne aankh ata ki hai dekhne ke li.e usii ko chhod ke sab kuchh dikhaai deta hai
Zubair Ali Tabish
84 likes
naqsha le kar haath men bachcha hai hairaan kaise deemak kha gaii us ka hindostaan
Nida Fazli
67 likes
More from Shaheen Abbas
vo saamne tha to kam kam dikhaai deta tha chala gaya to barabar dikhaai dene laga
Shaheen Abbas
0 likes
teri khushboo ko lutate hue aate jaate baaki bachta hai jo insaan kahaan jaata hai
Shaheen Abbas
0 likes
Mujh se aage nazar aane men khushi thi us ki
Shaheen Abbas
0 likes
main baar baar tujhe dekhta hoon is dar se ki pichhli baar ka dekha hua KHaraab na ho
Shaheen Abbas
37 likes
main baagh men jis jagah khada hooñ har phool se kaam chal raha hai
Shaheen Abbas
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaheen Abbas.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaheen Abbas's sher.







