ishq ko jab husn se nazrein milaana aa gaya KHud-ba-KHud ghabra ke qadmon men zamaana aa gaya
Related Sher
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
ye ishq nahin aasaan itnaa hi samajh lijye ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai
Jigar Moradabadi
114 likes
din dhal gaya aur raat guzarne ki aas men suraj nadi men doob gaya ham gilaas men
Rahat Indori
124 likes
More from Asad Bhopali
ye aañsu dhundhta hai teraa daaman musaafir apni manzil jaanta hai
Asad Bhopali
23 likes
farq itnaa hai ki tu parde men aur main be-hijaab warna main aks-e-mukammal hooñ tiri tasveer ka
Asad Bhopali
16 likes
na aaya gham bhi mohabbat men saazgaar mujhe vo KHud tadap ga.e dekha jo be-qaraar mujhe
Asad Bhopali
18 likes
aise iqaar men inkaar ke sau pahluu hain vo to kahiye ki labon pe na tabassum aa.e
Asad Bhopali
23 likes
jab zaraa raat hui aur mah o anjum aa.e baar-ha dil ne ye mehsoos kiya tum aa.e
Asad Bhopali
22 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Asad Bhopali.
Similar Moods
More moods that pair well with Asad Bhopali's sher.







