istifaada daam shohrat hai na KHvaahish shayari se yaad meraa naam tumko rah gaya ye bhi bahut hai
Related Sher
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
mat poochho kitna ghamgeen hooñ ganga jee aur yamuna jee zyaada tumko yaad nahin hooñ ganga jee aur yamuna jee amroha men baan nadi ke paas jo ladka rehta tha ab vo kahaan hai main to vahii hooñ ganga jee aur yamuna jee
Jaun Elia
96 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
sochta hooñ ki us ki yaad aaKHir ab kise raat bhar jagati hai
Jaun Elia
86 likes
tere jaane ke baad bas yaaden har taraf yaad-yaad bas yaaden sona chaan dii zameen ghar sab kuchh hain meri jaayadaad bas yaaden
Sandeep Thakur
81 likes
More from Aves Sayyad
kitna sukoon hai teri baahon men jaan-e-jaan jee chahta hai main tujhe baahon men baandh loon
Aves Sayyad
0 likes
jitni duniya banaai hai usne ham to bichhde har ek duniya men
Aves Sayyad
0 likes
ab dikhaate hain aaina mujh...ko betahaasha rulaane waale log
Aves Sayyad
0 likes
bahut se gham samet kar banaai ek diary chuvaav dekh raat bhar banaai ek diary ye harf harf lafz lafz qabr hai varq varq dil-e-hazeen se is qadar banaai ek diary
Aves Sayyad
3 likes
gar tum bhi us..ko dekhne ke baad zinda ho matlab tumhein bhi husn ka matlab nahin pata
Aves Sayyad
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aves Sayyad.
Similar Moods
More moods that pair well with Aves Sayyad's sher.







