jab bhi aata hai ye zikr kaise bhi jannat ka meri baahon men teraa simatna yaad aata hai lafz taa'riif ke tere sunte hi sharmaana tere gaalon ka vo surkh hona yaad aata hai
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
koi dikkat nahin hai gar tumhein uljha sa lagta hooñ main pahli martaba milne men sabko aisa lagta hooñ zaroori to nahin ham saath hain to koi chakkar ho vo meri dost hai aur main use bas achha lagta hooñ
Ali Zaryoun
521 likes
hamko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ke KHush rakhne ko ghalib ye khayal achha hai
Mirza Ghalib
489 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
More from arjun chamoli
mire KHilaaf hi sab dastkhat hue aaKHir main chup raha to gunahgaar mujh...ko maana hai
arjun chamoli
0 likes
pata mujh ko teraa ye dil mujhi se ishq ko larz-e-lailaon karoon main kya lagii hai bheed pur-aarzu kii pahle se
arjun chamoli
2 likes
par nikalte betiyon ke dekh maa ghabra gaii har jagah sayyaad baitha haath men pinjra li.e
arjun chamoli
1 likes
vo meri takleef ko kya aashiqi ka naam denge jo nahin hain jaante ye ishq bhi koii bala hai
arjun chamoli
3 likes
vo bijli ka jaise dil men gir j aanaa aankhoñ ka itrana rukh ka sharm aanaa gaalon pe unke vo laali ka aanaa haathon se haathon ka KHud men takr aanaa kaise bayaañ karoon kya-kya hai batl aanaa chhoti sii majlis men unse chhoo j aanaa
arjun chamoli
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on arjun chamoli.
Similar Moods
More moods that pair well with arjun chamoli's sher.







