jin logon par main vishwas jataata hooñ un logon se hi dhokha kha jaata hooñ maine logon ke chehre padh rakhe hain phir bhi unki baaton men aa jaata hooñ
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
More from Aman G Mishra
zindagi sab kaarnaa men jaanti hai zindagi se munh chhupa kar kya karenge
Aman G Mishra
1 likes
parinde nahin ham magar par hamaare zameen ki hifaazat karen aasmaan se
Aman G Mishra
1 likes
shabo roz ki chaakri zindagi ki muyassar hui rotiyaan do gha dii ki nahin kaam aayen jo ik din masheenein zaroorat bane aadmi aadmi ki ki kal shaam fursat men aayi udaasi bataa dii mujhe qeematen har KHushi ki kiya kya aman jee ne baa'is baras men kabhi jee liya to kabhi khudkushi ki gamon ko thikaane lagaate lagaate gha dii aa gayi aadmi ke ghami ki ye saari tapasya ka kaaran yahii hai misaalen banen to banen saadgi ki
Aman G Mishra
2 likes
gaav taj kar ab nahin hote ruaanse gaav men ik ghar banaa kar kya karenge
Aman G Mishra
3 likes
sukhun ki raah men badhte musafir sambhal kar saamne kohra ghana hai
Aman G Mishra
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Aman G Mishra.
Similar Moods
More moods that pair well with Aman G Mishra's sher.







