jo tum ho to ye kaise maan luun main ki jo kuchh hai yahaañ bas ik gumaan hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
More from Ambreen Haseeb Ambar
zindagi men kabhi kisi ko bhi main ne chaaha nahin magar tum ko
Ambreen Haseeb Ambar
15 likes
dhyaan men aa kar baith ga.e ho tum bhi naan mujhe musalsal dekh rahe ho tum bhi naan
Ambreen Haseeb Ambar
22 likes
tum ne kis kaifiyat men mukhaatab kiya kaif deta raha lafz-e-'too der tak
Ambreen Haseeb Ambar
23 likes
ai aasmaañ kis li.e is darja barhmi ham ne to tiri samt ishaara nahin kiya
Ambreen Haseeb Ambar
21 likes
ai aasmaan kis li.e is darja barhmi ham ne to tiri samt ishaara nahin kiya
Ambreen Haseeb Ambar
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ambreen Haseeb Ambar.
Similar Moods
More moods that pair well with Ambreen Haseeb Ambar's sher.







