kab hansa tha jo ye kahte ho ki rona hoga ho rahega miri qismat men jo hona hoga
Related Sher
sakhiyon sang rangne ki dhamki sunkar kya dar jaaunga teri gali men kya hogaa ye maaloom hai par aaunga
Kumar Vishwas
69 likes
guzar chuki julmate shab-e-hijr par badan men vo teergii hai main jal marunga magar chiraagon ke lo ko madhyam nahin karunga yah ahd lekar hi tujh ko saumpi thii maine kalbau nazar ki sarhad jo tere haathon se katl hogaa main us ka maatam nahin karunga
Tehzeeb Hafi
64 likes
rona ho aasaan hamaara itnaa kar nuqsaan hamaara baat nahin karne to mat kar chehra to pahchaan hamaara
Shariq Kaifi
56 likes
bin tumhaare kabhi nahin aayi kya mirii neend bhi tumhaari hai
Jaun Elia
60 likes
abhii zinda hai maa meri mujhe kuchh bhi nahin hogaa main ghar se jab nikalta hooñ dua bhi saath chalti hai
Munawwar Rana
74 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
kya qayamat hai ki aariz un ke neele pad ga.e ham ne to bosa liya tha KHvaab men tasveer ka
Unknown
23 likes
ab ke baar mil ke yuñ saal-e-nau manaaenge ranjishen bhula kar ham nafratein mitaayenge
Unknown
32 likes
rahbar bhi ye hamdam bhi ye gham-khwaar hamaare ustaad ye qaumon ke hain men'maar hamaare
Unknown
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







