kabhu bimar sun kar vo ayadat ko to aata tha hamen apne bhale hone se vo azar behtar tha
Related Sher
ek hi haadsa to hai aur vo ye ki aaj tak baat nahin kahii gaii baat nahin sooni gaii
Jaun Elia
94 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
kuchh na kuchh bolte raho hamse chup rahoge to log sun lenge
Fahmi Badayuni
112 likes
dastaan hooñ main ik taveel magar tu jo sun le to mukhtasar bhi hooñ
Tehzeeb Hafi
95 likes
phone bhi aaya to shikwe ke li.e phool bhi bheja to murjhaya hua raaste ki mushkilein to jaan luun aata hogaa uskaa thukraaya hua
Balmohan Pandey
78 likes
More from Shaikh Zahuruddin Hatim
holi ke ab bahaane chhidka hai rang kis ne naam-e-khuda tujh u uupar is aan ajab samaan hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
17 likes
jee uthoon phir kar agar tu ek bosa de mujhe choosna lab ka tire hai mujh ko jun aab-e-hayaat
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
muhayya sab hai ab asbaab-e-holi utho yaaro bharo rangon se jholi
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaikh Zahuruddin Hatim.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaikh Zahuruddin Hatim's sher.







