kaha tha tum ne ki laata hai kaun ishq ki taab so ham javab tumhare saval hi ke to hain
Related Sher
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Irfan Siddiqi
main KHvaab dekh raha hooñ ki vo pukaarta hai aur apne jism se baahar nikal raha hooñ main
Irfan Siddiqi
0 likes
Ek main hoon ki is aashob e nava men chup hoon
Irfan Siddiqi
0 likes
dekhte hain to lahu jaise ragein todta hai ham to mar jaayenge seene se laga kar us ko
Irfan Siddiqi
0 likes
kaha tha tum ne ki laata hai kaun ishq kii taab so ham javaab tumhaare sawaal hi ke to hain
Irfan Siddiqi
4 likes
hat ke dekhenge use raunaq-e-mehfil se kabhi sabz mausam men to har ped haraa lagta hai
Irfan Siddiqi
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irfan Siddiqi.
Similar Moods
More moods that pair well with Irfan Siddiqi's sher.







