kahooñ kya haal teri be-wafaai ka tanik bhi gham nahin mujhse judai ka diya tha maa ne jo tujhko bahu kahkar kahaan hai yaar vo kangan kalaaee ka
Related Sher
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
manzilen kya hain raasta kya hai hausla ho to fasla kya hai
Aalok Shrivastav
152 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
More from Anchal Maurya
un se kah do ke vo ab baam pe aaya na karen kitne logon ko vo barbaad kiya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
andha banaa ke haath men kashkol rakh diya dhokha mila hai mulk ko andhe safeer se vo jism dhoondhta hai mire KHvaab bech kar takra raha hai khwahishon ka dukh zameer se
Anchal Maurya
0 likes
yaaron main bheem bhi to hua karta tha magar panchi kii aankh ne mujhe arjun banaa diya
Anchal Maurya
2 likes
be-sabab yuñ muskurata hooñ magar sach kahooñ to dil meraa udaas hai
Anchal Maurya
5 likes
apne hujre men pada rehta hai chupchaap anchal log awaaz pe awaaz diya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anchal Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Anchal Maurya's sher.







