kategi zindagi kaise tiri anchal jahaan men tu muhabbat haar baitha hai
Related Sher
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
jahaan tak mujhse matlab hai jahaan ko vahii tak mujh...ko poocha ja raha hai zamaane par bharosa karne waalon bharose ka zamaana ja raha hai
Naeem Akhtar Khadimi
69 likes
zindagi bhar vo udaasi ke li.e kaafi hai ek tasveer jo hanste hue khinchvaai thii
Yasir Khan
75 likes
saare jahaan se achha hindostaan hamaara ham bulbulein hain is ki ye gulsitaan hamaara
Allama Iqbal
77 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
More from Anchal Maurya
apne hujre men pada rehta hai chupchaap anchal log awaaz pe awaaz diya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
tumhiin to ishq kii raahon men aa ga.e yaaron tumhein to maine tha roka ki mere yaar nahin
Anchal Maurya
5 likes
tune chhodaa chhoot gaya ye munh fera phir rooth gaya ye ik naazuk sa dil tha meraa jab toda tab toot gaya ye
Anchal Maurya
5 likes
un se kah do ke vo ab baam pe aaya na karen kitne logon ko vo barbaad kiya karte hain
Anchal Maurya
0 likes
ghazab zindagi jee raha hooñ burii hai magar pee raha hooñ
Anchal Maurya
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Anchal Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Anchal Maurya's sher.







