khanak jaate hain jab saghhar to pahron kaan bajte hain are tauba badi tauba-shikan avaz hoti hai
Related Sher
tariqe aur bhi hain is tarah parkha nahin jaata charaaghon ko hawa ke saamne rakha nahin jaata mohabbat faisla karti hai pahle chand lamhon men jahaan par ishq hota hai vahaañ socha nahin jaata
Abrar Kashif
130 likes
jaanta hooñ ki tujhe saath to rakhte hain kaii poochna tha ki teraa dhyaan bhi rakhta hai koi
Umair Najmi
109 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ab mazid usse ye rishta nahin rakha jaata jisse ik shaKHs ka parda nahin rakha jaata padhne jaata hooñ to tasmee nahin baandhe jaate ghar palatta hooñ to basta nahin rakha jaata
Tehzeeb Hafi
129 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
kaii jawaabon se achchhii hai KHaamushi merina jaane kitne sawaalon kii aabroo rakhe
Unknown
16 likes
na hon ashaar men maani na sahi KHud kalaami ka zariya hi sahi tum na nawaazo she'r ko na sunaayenge ye meraa zaati nazariya hi sahi
Unknown
21 likes
takra gaya vo mujh se kitaaben li.e hue phir meraa dil aur us kii kitaaben bikhar gaiin
Unknown
14 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







