KHud se maine yuñ to sabko nikaal fenka par ek shaKHs to ab bhi uski jaisi hai mujh men
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Rovej sheikh
maathe se uski aankh tak pahuncha hi tha ghabra ke usne kah diya ab yaar bas
Rovej sheikh
4 likes
tanhaa kamre men sadaa baith ke rone ka mazaa ham ghareebon ke siva kaun samajh saka hai
Rovej sheikh
9 likes
tasavvur tha use KHud kii mukammal sii ghazal kahtaa nadaamat hai ki vo dulhan kisi kii ban chuki hogii
Rovej sheikh
4 likes
ye tu kis dushmani kii dil men kasak laaya hai zaKHm bharne ke li.e yaar namak laaya hai
Rovej sheikh
5 likes
tum ko ham se uljhan kaun ho tum ishq ke jaani dushman kaun ho tum jis..ko diya tha kangan tum vo nahin lautaa rahi ho kangan kaun ho tum
Rovej sheikh
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rovej sheikh.
Similar Moods
More moods that pair well with Rovej sheikh's sher.







