ye tu kis dushmani kii dil men kasak laaya hai zaKHm bharne ke li.e yaar namak laaya hai
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Rovej sheikh
maathe se uski aankh tak pahuncha hi tha ghabra ke usne kah diya ab yaar bas
Rovej sheikh
4 likes
tanhaa kamre men sadaa baith ke rone ka mazaa ham ghareebon ke siva kaun samajh saka hai
Rovej sheikh
9 likes
tum ko ham se uljhan kaun ho tum ishq ke jaani dushman kaun ho tum jis..ko diya tha kangan tum vo nahin lautaa rahi ho kangan kaun ho tum
Rovej sheikh
10 likes
tasavvur tha use KHud kii mukammal sii ghazal kahtaa nadaamat hai ki vo dulhan kisi kii ban chuki hogii
Rovej sheikh
4 likes
laga ke zakham par jaanaan namak hañskar ghazal kehna bahut hota hai mushkil phir sanam tujhpar ghazal kehna saji hoti hai ik mehfil purane yaar hote hain vahii peena pilaana aur ziyaada-tar ghazal kehna
Rovej sheikh
10 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rovej sheikh.
Similar Moods
More moods that pair well with Rovej sheikh's sher.







