khuda-e-amn jo kahta hai khud ko zamin par khud hi maqtal likh raha hai
Related Sher
chaand chehra zulf dariyaa baat KHushboo dil chaman ik tujhe dekar KHuda ne de diya kya kya mujhe
Bashir Badr
79 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
pyaar ka pehla khat likhne men vaqt to lagta hai naye parindon ko udne men vaqt to lagta hai
Hastimal Hasti
84 likes
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zafar Sahbai.
Similar Moods
More moods that pair well with Zafar Sahbai's sher.







