khuda rakkhe zaban ham ne suni hai 'mir' o 'mirza' ki kahen kis munh se ham ai 'mushafi' urdu hamari hai
Related Sher
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
jahaan se jee na lage tum wahin bichhad jaana magar KHuda ke li.e be-vafaaii na karna
Munawwar Rana
85 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
jaun uthata hai yuñ kaho ya'ni meer'-o-'ghalib ka yaar uthata hai
Jaun Elia
142 likes
KHuda KHudko samjhte ho to samjho magar ik roz mar jaana hai tumko
Shakeel Azmi
52 likes
More from Unknown
lagta hai kaii raaton ka jaaga tha musavvir tasveer kii aankhoñ se thakan jhaank rahi hai
Unknown
0 likes
ye saal bhi udaasiyaan de kar chala gaya tum se mile baghair december chala gaya
Unknown
18 likes
chal diye ghar se to ghar nahin dekha karte jaane waale kabhi mud kar nahin dekha karte seepiyaan kaun kinaare se utha kar bhaaga aisi baate samandar nahin dekha karte
Unknown
25 likes
bosa jo talab main ne kiya hañs ke vo bole ye husn ki daulat hai lutaai nahin jaati
Unknown
25 likes
kuchh khushiyaan kuchh aañsu de kar taal gaya jeevan ka ik aur sunhara saal gaya
Unknown
27 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Unknown.
Similar Moods
More moods that pair well with Unknown's sher.







