Khudaya vast-e-takallum bahut sukoon
Related Sher
saath chalte ja rahe hain paas aa sakte nahin ik nadi ke do kinaaron ko mila sakte nahin uski bhi majbooriyaan hain meri bhi majbooriyaan roz milte hain magar ghar men bataa sakte nahin
Bashir Badr
85 likes
kabootar ishq ka utre to kaise tumhaari chat pe nigraani bahut hai iraada kar liya gar khudkushi ka to KHud ki aankh ka paani bahut hai
Kumar Vishwas
93 likes
main bhi bahut ajeeb hooñ itnaa ajeeb hooñ ki bas KHud ko tabaah kar liya aur malaal bhi nahin
Jaun Elia
148 likes
hogaa koi aisa bhi ki ghalib ko na jaane shaair to vo achha hai pa badnaam bahut hai
Mirza Ghalib
92 likes
suhaagan bhi bataa degi magar tum poochho vidhwa se ye mangalsutra zever ke alaava bhi bahut kuchh hai ye kya ik maqbare ko aakhri had maan baithe ho mohabbat sang-e-marmar ke alaava bhi bahut kuchh hai
Zubair Ali Tabish
126 likes
More from Daqiiq Jabaalii
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
tujhe bhi zindagi se gham mila hai mujhe phir kaunsa kuchh kam mila hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
roz mere saamne aati rahi ho tum roz kuchh bhi to nahin kah paaya main tumse
Daqiiq Jabaalii
0 likes
mujh...ko us ladki se milkar ke hua ik faayda ye meraa andaaz yaaron shaayraana ho gaya
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







