kuchh bataa tu hi nasheeman ka pata main to ai baad-e-saba bhool gaya
Related Sher
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
165 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
More from Majrooh Sultanpuri
ab kaargah-e-dehr men lagta hai bahut dil ai dost kahii ye bhi tira gham to nahin hai
Majrooh Sultanpuri
11 likes
mujhe ye fikr sab ki pyaas apni pyaas hai saaqi tujhe ye zid ki khaali hai mira paimaana barson se
Majrooh Sultanpuri
19 likes
majrooh qafile ki mire dastaan ye hai rahbar ne mil ke loot liya raahzan ke saath
Majrooh Sultanpuri
19 likes
paara-e-dil hai watan ki sarzameen mushkil ye hai shahar ko veeraan ya is dil ko veeraana kahein
Majrooh Sultanpuri
22 likes
badhaai may jo mohabbat se aaj saaqi ne ye kaanpe haath ki saaghar bhi ham utha na sake
Majrooh Sultanpuri
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Majrooh Sultanpuri.
Similar Moods
More moods that pair well with Majrooh Sultanpuri's sher.







