kya kya hai mujh...ko pyaar se shikwa sunaaunga ik din main dil ki baat use ja sunaaunga
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Hasan Raqim
jo log vaqt ke chalte yahaañ badalte nahin vo gir ke uthte hai lekin kabhi sambhalte nahin main ek tarafaa muhabbat ki kya misaalen doon ye log aag pe chalte hain aur jalte nahin
Hasan Raqim
3 likes
tujhe khokar ye andaaza hua main tere saa.e ka peecha kar raha tha
Hasan Raqim
4 likes
apni aadat hai agar hona to bas ek dil ka kehne waale isi aadat ko vafaa kahte hain
Hasan Raqim
1 likes
tanhaaii ho hijr ho baatein karne ko tarse ye dil ishq hua vo jis men ye haalaat musalsal rahte hon
Hasan Raqim
3 likes
likha tha jiske muqaddar men vo usii ka hua vo meraa hona nahin tha meraa hua bhi nahin
Hasan Raqim
3 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hasan Raqim.
Similar Moods
More moods that pair well with Hasan Raqim's sher.







