likha tha jiske muqaddar men vo usii ka hua vo meraa hona nahin tha meraa hua bhi nahin
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
More from Hasan Raqim
apni aadat hai agar hona to bas ek dil ka kehne waale isi aadat ko vafaa kahte hain
Hasan Raqim
1 likes
soz-e-wafa ke naam se armaan the bahut lekin dayaar e-ishq se anjaan the bahut lagta tha unhen ishq ki raahen hain munaakid aakar ke raah-e-ishq men hairaan the bahut
Hasan Raqim
3 likes
tasveer ik jala ke bujhaata raha hooñ main uske hi paas laut ke jaata raha hooñ main ye na-tamaam KHvaab haqeeqat hon kis tarah har pal to apni neend udaata raha hooñ main
Hasan Raqim
1 likes
na baat karna na dekhna tum mujhe yuñ apna banaaye rahna main ishq apna karunga zaahir tum ishq apna chhupaaye rahna
Hasan Raqim
4 likes
saath uske ik naya rishta nibhaane ke li.e yaad rakkhenge use lekin bhulaane ke li.e
Hasan Raqim
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Hasan Raqim.
Similar Moods
More moods that pair well with Hasan Raqim's sher.







