kya the kya aaj ho ga.e hain ham yaad-e-jaanaan men kho ga.e hain ham ped par phal zaroor aayega pyaar ke beej bo ga.e hain ham
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
More from Navneet krishna
nazar ke saamne se phir naya manzar gaya hai dil li.e jambil haathon men kahaan dar-dar gaya hai dil
Navneet krishna
4 likes
dil meraa beqaraar sa rahne laga hai ab sau sau azaab qalb ye sahne laga hai ab
Navneet krishna
4 likes
yaqeen kis tarah koii unpe karega vo khaate hain jhoothi qasam dekhte hain nahin jiski taabeer koii jahaan men vahii khwaab ham ai sanam dekhte hain
Navneet krishna
2 likes
laakh dushman karen yahaañ koshish satya hain ham to hamko kaal kahaan
Navneet krishna
4 likes
ik silsila taveel raha intezar ka ab haal kya sunaayein dil-e beqaraar ka
Navneet krishna
5 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Navneet krishna.
Similar Moods
More moods that pair well with Navneet krishna's sher.







