log kahte hain ki tum se hi mohabbat hai mujhe tum jo kahte ho ki vahshat hai to vahshat hogi
Related Sher
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
More from Abdul Hamid Adam
kahte hain umr-e-rafta kabhi lauTtii nahin ja may-kade se meri jawaani utha ke la
Abdul Hamid Adam
43 likes
phir aaj adam shaam se gamgeen hai tabeeyat phir aaj sar-e-shaam main kuchh soch raha hooñ
Abdul Hamid Adam
25 likes
badh ke toofaan ko aaghosh men le le apni doobne waale tire haath se saahil to gaya
Abdul Hamid Adam
23 likes
dil abhii poori tarah toota nahin doston ki meherbaani chahiye
Abdul Hamid Adam
29 likes
ai gham-e-zindagi na ho naaraz mujh ko aadat hai muskuraane ki
Abdul Hamid Adam
69 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abdul Hamid Adam.
Similar Moods
More moods that pair well with Abdul Hamid Adam's sher.







