maazi bhi hai udaas mere haal kii tarah ye saal bhi guzar gaya har saal kii tarah
Related Sher
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
teraa chup rahna mere zehan men kya baith gaya itni aawaazen tujhe deen ki gala baith gaya
Tehzeeb Hafi
235 likes
More from Saqi Amrohvi
zindagi bhar mujhe is baat kii hasrat hi rahi din guzaarun to koii raat suhaani aa.e
Saqi Amrohvi
12 likes
tu nahin to tira khayal sahi koii to ham-khayaal hai meraa
Saqi Amrohvi
17 likes
maine aa'saab ko patthar ka banaa rakkha hai ek dil hai ki jo banta nahin patthar jaisa ham faqeeron ko kabhi raas na aaya varna hamne paaya tha muqaddar to sikandar jaisa
Saqi Amrohvi
15 likes
main tujhko bhool jaaun magar mas'ala ye hai kaise kategi umr teri yaad ke baghair
Saqi Amrohvi
12 likes
manzilen laakh kathin aayen guzar jaaunga hausla haar ke baithoonga to mar jaaunga
Saqi Amrohvi
24 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saqi Amrohvi.
Similar Moods
More moods that pair well with Saqi Amrohvi's sher.







