maazi-e-marhoom kii naakaamiyon ka zikr chhod zindagi kii fursat-e-baaqi se koii kaam le
Related Sher
ye alag baat ki main chhod chuka kooza-gari tere jaise to main miTTi ke banaa saka hooñ
Imran Aami
59 likes
teri gali ko chhod ke paagal nahin gaya rassi to jal gaii hai magar bal nahin gaya majnoon ki tarah chhodaa nahin main ne shahar ko ya'ni main hijr kaatne jungle nahin gaya
Ismail Raaz
72 likes
shor ki is bheed men KHaamosh tanhaaii si tum zindagi hai dhoop to mad-mast purvaai si tum chahe mehfil men rahoon chahe akelaa men rahoon goonjti rahtii ho mujh men shokh shehnai si tum
Kunwar Bechain
49 likes
bichhad gaya hooñ magar yaad karta rehta hooñ kitaab chhod chuka hooñ padhaai jaarii hai
Ali Zaryoun
81 likes
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
More from Seemab Akbarabadi
dil kii bisaat kya thii nigaah-e-jamaal men ik aaina tha toot gaya dekh-bhaal men
Seemab Akbarabadi
10 likes
hai husuul-e-aarzuu ka raaz tark-e-aarzoo maine duniya chhod dii to mil gaii duniya mujhe
Seemab Akbarabadi
0 likes
duniya hai KHvaab haasil-e-duniya khayal hai insaan KHvaab dekh raha hai khayal men
Seemab Akbarabadi
0 likes
umr-e-daraaz maang ke laai thii chaar din do aarzoo men kat ga.e do intizaar men
Seemab Akbarabadi
60 likes
ab kya bataaun main tire milne se kya mila irfaan-e-gham hua mujhe apna pata mila
Seemab Akbarabadi
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Seemab Akbarabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Seemab Akbarabadi's sher.







