ye alag baat ki main chhod chuka kooza-gari tere jaise to main miTTi ke banaa saka hooñ
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
More from Imran Aami
ye maykashon ka tawazun bhi kya tawazun hai khade bhi rahna sahoolat se ladkhadana bhi hamaare shahar ke logon ko khoob aata hai kisi ko sar pe bithaana bhi aur girana bhi
Imran Aami
44 likes
main chup rahoon to meri aankh bol padtii hai chalo kisi ko to izhaar karna aata hai
Imran Aami
24 likes
tire baghair bhi ham jee rahe hain aur KHush hain ye baat kam to nahin hai tujhe jalane ko
Imran Aami
44 likes
yahii bahut hai mire gham men tum shareek hue main hans parūngā agar tumne ab dilaasa diya
Imran Aami
64 likes
hamko hamaari neend bhi waapas nahin mili logon ko unke KHvaab jaga kar diye ga.e
Imran Aami
63 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Imran Aami.
Similar Moods
More moods that pair well with Imran Aami's sher.







