maheenon phool bhijwaane pade the vo pahli baar jab rootha tha mujh se
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
pahle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahii dar ke tumhein ek nazar dekha hai
Majrooh Sultanpuri
70 likes
sabse bezaar ho gaya hooñ main zehni beemaar ho gaya hooñ main koi achchhii khabar nahin mujh men yaanii akhbaar ho gaya hooñ main
Mehshar Afridi
71 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
More from Varun Anand
na jaane kaun si aa.e sadaa pasand use so ham sadaaein badal kar sadaaein dete rahe
Varun Anand
33 likes
logon ko us ka naam bataane se rah gaya ik lafz tha jo she'r men aane se rah gaya is baar bhi usii kii sooni us kii maan li is baar bhi main apni sunaane se rah gaya
Varun Anand
30 likes
ba dii jal dii men tha us din zaraa bechain bhi tha vo use kehna tha kuchh mujhse magar vo kah nahin paaya
Varun Anand
45 likes
tere kehne se ye jaadu nahin hone vaala ab sitaara koii jugnoo nahin hone vaala phir bhi betaab hooñ kitna main teraa hone ko jaanta hooñ ki meraa tu nahin hone vaala
Varun Anand
26 likes
mere qubool pe usne qubool kah to diya par ek baar kaha usne teen baar nahin
Varun Anand
48 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Varun Anand.
Similar Moods
More moods that pair well with Varun Anand's sher.







