main bhi ab toot kar aaine sa gaya hooñ bikhar ishq men jab se feri hain tum ne nigaahen sanam
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
uski tasveerein hain dilkash to hongi jaisi deewarein hain waisa saaya hai ek main hooñ jo tere qatl kii koshish men tha ek tu hai jo jail men khaana laaya hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
khushi se kaanp rahi theen ye ungaliyaan itni delete ho gaya ik shaKHs sev karne men
Fahmi Badayuni
122 likes
More from A R Sahil "Aleeg"
ye ishq bhi to hai rollet act sa jis men koii gawaah na koii suboot sirf saza
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
ye vajood-e-ishq tujh ko rab mitaana hi padega husn ke haathon vafaa hota hai rusva dekh har pal
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
us ko hota hai har ik roz naye shaKHs se ishqus ke is shauq pe ab KHaak hai hairaan hona
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
nikalne ko na jaane dil se jaañ kya kya nahin niklaa nahin niklaa to bas ik ishq aur shahr-e-muzaffarpur
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
kabhi ik baar KHud ko aazma kar dekh lena tum yakeen jaano kisi ko aazmaana bhool jaaoge
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on A R Sahil "Aleeg".
Similar Moods
More moods that pair well with A R Sahil "Aleeg"'s sher.







