main KHushi se kar leta khud-kushi kaii sau baar mujh ko kha gaya ghar ka khyaal bhi unhin sau baar
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
tu bhi kab mere mutaabik mujhe dukh de paaya kis ne bharna tha ye paimaana agar khaali tha ek dukh ye ki tu milne nahin aaya mujhse ek dukh ye hai us din meraa ghar khaali tha
Tehzeeb Hafi
162 likes
More from Ankit
sab logon ne dua hi pukaari davaa ke baad maine tumhaara naam pukaara tumhaare baad
Ankit
1 likes
jaise us ek diye ne raat ka khyaal rakha hai mere sannaaton ko teri aawaaz ne sambhaal rakha hai
Ankit
2 likes
aashiqi ko padhne men poora saal lagta hai aur fail hone men ik sawaal lagta hai achha lagta hai jab tu hanske dekhta hai,पर jab bhi dekhkar hansta hai kamaal lagta hai
Ankit
1 likes
dil men utarna tha use dil se hi vo utar gaya
Ankit
1 likes
sell jazbon ki ghadi ka band sa hai apni sooi atki hai dosti pe aakar
Ankit
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ankit.
Similar Moods
More moods that pair well with Ankit's sher.







