main theek hooñ ye jhooth kab tak bola jaa.e koi naya sa jhooth bhi to khoja jaa.e
Related Sher
tum poochho aur main na bataaun aise to haalaat nahin ek zaraa sa dil toota hai aur to koi baat nahin
Qateel Shifai
125 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
ab lagta hai theek kaha tha ghalib ne badhte-badhte dard davaa ho jaata hai
Madan Mohan Danish
131 likes
ye dukkh alag hai ki usse main door ho raha hooñ ye gham juda hai vo KHud mujhe door kar raha hai tere bichhurne par likh raha hooñ main taza ghazlen ye teraa gham hai jo mujh...ko mashhoor kar raha hai
Tehzeeb Hafi
394 likes
uski zulfen udaas ho jaa.e is-qadar roshni bhi theek nahin tumne naaraz hona chhod diya itni naarazgi bhi theek nahin
Fahmi Badayuni
128 likes
More from Daqiiq Jabaalii
ye zindagi kuchh is tarah se paas mere aayi hai ab to amit keval yahaañ tanhaaii hi tanhaaii hai
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zikr karta tha jo din bhar uska
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Zeest ki samt se taazir baraabar aaii
Daqiiq Jabaalii
0 likes
shikaayat par shikaayat kar rahe ho tum tumhein mujhse muhabbat ho gaii hai kya
Daqiiq Jabaalii
0 likes
pattharon ke buton men dhadkane laayein kaise bewafaon ko wafa karna sikhaayein kaise
Daqiiq Jabaalii
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Daqiiq Jabaalii.
Similar Moods
More moods that pair well with Daqiiq Jabaalii's sher.







