main to chaak pe kooza-gar ke haath kii miTTi hooñ ab ye miTTi dekh khilauna kaise banti hai
Related Sher
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
main kya kahooñ ke mujhe sabr kyun nahin aata main kya karoon ke tujhe dekhne ki aadat hai
Ahmad Faraz
118 likes
tumhaare naam ki har ladki se mila hooñ main tumhaara naam faqat tum pe achha lagta hai
Unknown
114 likes
aaiine aankh men chubhte the bistar se badan katraata tha ek yaad basar karti thii mujhe main saans nahin le paata tha
Tehzeeb Hafi
223 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zeb Ghauri.
Similar Moods
More moods that pair well with Zeb Ghauri's sher.







