maine har baar hi chaaha ki tujhe chaah sakoon tune majboor kiya hai mujhe jaane ke li.e
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Rakesh Mahadiuree
muhabbat chaar din kii chaandni hai yahaañ sau janam ka andhiyaar saai
Rakesh Mahadiuree
3 likes
Achcha padha likha tha magar dil
Rakesh Mahadiuree
9 likes
tumhaari umr ke ladkon se baatein kam karo rakesh tumhaari umr ke ladke badappan kam samajhte hain
Rakesh Mahadiuree
10 likes
pahle sii dil men husn kii chaahat nahin bachi dekha hai hamne husn ko itne qareeb se
Rakesh Mahadiuree
0 likes
mere sheron pe daad aayengi mat ghabraaiye sahab muhabbat karne waale sab meraa aalam samajhte hain
Rakesh Mahadiuree
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Rakesh Mahadiuree.
Similar Moods
More moods that pair well with Rakesh Mahadiuree's sher.







