mar gaya kirdaar meraa us kahaanii se nikalkar kab rahi hai zinda koi machhlii paani se nikalkar
Related Sher
muddaton baad ik shaKHs se milne ke li.e aaina dekha gaya baal sanwaare ga.e
Jaun Elia
314 likes
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
hamko dil se bhi nikala gaya phir shahar se bhi hamko patthar se bhi maara gaya phir zehar se bhi
Azm Shakri
157 likes
vo zamaana guzar gaya kab ka tha jo deewaana mar gaya kab ka
Javed Akhtar
117 likes
More from Raj Tiwari
khaamoshi jin ko samajhdaar banaati hai raaj apni aawaaz ko vo log taras jaate hain
Raj Tiwari
0 likes
zameen ke khushk patton ko hawaaein le udeen jo shaakhon se jude the vo hare bhare rahe
Raj Tiwari
1 likes
zameen bhi vahii hai vahii aasmaañ hai naye saal men kuchh naya sa kahaan hai
Raj Tiwari
1 likes
vahaañ muskuraati hui dhoop hai jahaan raushni ham bichaate ga.e
Raj Tiwari
1 likes
waqt par kaamyaab hona dost waqt varna bahut lagega dost
Raj Tiwari
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raj Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Raj Tiwari's sher.







