mere dast-e-tamanna par tumhaare haath ka hona bade haasid banaayega bahut se dil jalaaega
Related Sher
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
hua hi kya jo vo ha men mila nahin badan hi sirf ek raasta nahin ye pehla ishq hai tumhaara soch lo mere li.e ye raasta naya nahin
Azhar Iqbal
298 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
More from Gulshan
jab bhi milte hain tahe dil se dua dete hain aise hote hain mohabbat ko nibhaane waale
Gulshan
0 likes
murjha gaya gulaab to afsos ye hua naahaq juda kiya use shaakhon se tod kar
Gulshan
1 likes
jhoota na bo li.e mujhe jhoota nahin hooñ main kah to raha tha aapse achha nahin hooñ main
Gulshan
2 likes
dil ko ab beqaraar mat karna husn par aitbaar mat karna
Gulshan
11 likes
dil ki hasti mitaata ja raha hooñ uski yaaden bhulaata ja raha hooñ
Gulshan
11 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Gulshan.
Similar Moods
More moods that pair well with Gulshan's sher.







