meri fitrat men thii pahle se hi ye khaamoshi mujh ko KHaamosh hi kar daala hai ye neesh-e-ishq
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from A R Sahil "Aleeg"
roop badle naam badle badle ehsaasaat bhi sab aur phir tum bane tum main banaa main khatm ham baaki bacha hai ishqiyaat
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
mere haal par sab uchhal kar ye bole tumhein ishq aur ye mohabbat mubarak
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
sabhi ke vaaste mumkin nahin hai ishq men yah vo dil jalaae jise dil jalana aata hai
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Mujh par ye zulm e husn koii kam nahin yahaan
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
na badli hai zameen ye aur ye ambar nahin badla tumhaari yaad basti hai tabhi to ghar nahin badla kahii aisa na ho tum yaad kar lo is sabab hamne bahut badle hain mobile magar number nahin badla
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on A R Sahil "Aleeg".
Similar Moods
More moods that pair well with A R Sahil "Aleeg"'s sher.







