mira vajud miri ruuh ko pukarta hai tiri taraf bhi chalun to thahar thahar jaun
Related Sher
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
dua karo ki salaamat rahe mirii himmat ye ik charaaghh kaii aandhiyon pe bhari hai
Waseem Barelvi
113 likes
sochie sau sau dafa rishta mira usse mar gaya hai maar-kar mujh...ko mira qaatil
nakul kumar
62 likes
KHuda bachaaye tiri mast mast aankhoñ se farishta ho to bahak jaa.e aadmi kya hai
Khumar Barabankvi
51 likes
usii ki tarah mujhe saara zamaana chahe vo mira hone se zyaada mujhe paana chahe
Kumar Vishwas
62 likes
More from Ahmad Nadeem Qasmi
gali ke mod pe bachchon ke ek jamghat men kisi ne dard-bhare lay men maahiya gaaya mujhe kisi se mohabbat nahin magar ai dil ye kya hua ki tu be-ikhtiyaar bhar aaya
Ahmad Nadeem Qasmi
4 likes
jo dil dukha hai to ye azm bhi mila hai ha men tamaam umr kisi ka na dil dukhaaenge ham
Ahmad Nadeem Qasmi
8 likes
tujh se kis tarah main izhaar-e-tamannaa karta lafz soojha to maani ne baghaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
0 likes
main to us waqt se dartaa hooñ ki vo pooch na le ye agar zabt ka aañsu hai to tapka kaise
Ahmad Nadeem Qasmi
41 likes
us vaqt ka hisaab kya doon jo tere baghair kat gaya hai
Ahmad Nadeem Qasmi
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Nadeem Qasmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Nadeem Qasmi's sher.







