mohabbat ek dam dukh ka mudava kar nahin deti ye titli baithti hai zakhm par ahista ahista
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
201 likes
na karo bahs haar jaayogi husn itni badi daleel nahin
Jaun Elia
265 likes
More from Abbas Tabish
mujh ko us kii aankhoñ men koodne kii aadat hai main tumhein bataaunga khud-kushi ke baare men
Abbas Tabish
0 likes
main apne aap men gahra utar gaya shaayad mire safar se alag ho gaii ravaani mirii
Abbas Tabish
29 likes
koi andar ki ghutan ka bhi ilaaj gaaliyaan kaaghaz pe likh kar fenk de
Abbas Tabish
33 likes
sunhari ladkiyon inko milo milo na milo gareeb hote hain bas KHvaab dekhne ke li.e
Abbas Tabish
36 likes
dekh kaise dhul ga.e hai giryaa-o-zaari ke baad aasmaañ baarish ke baad aur main azaadari ke baad isse badh kar to tujhe koi hunar aata nahin sochta hooñ kya karega dil azaari ke baad
Abbas Tabish
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Tabish.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Tabish's sher.







