mohabbat ko kiya hooñ qaid chaukidaar main uskaa ult tha par mohabbat mujh qafas baahar pe rakh nazren
Related Sher
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
ham apni jaan ke dushman ko apni jaan kahte hain mohabbat ki isee miTTi ko hindustan kahte hain
Rahat Indori
212 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
More from Zain Aalamgir
saadgi mujh men nahin insaan main bhi hooñ saraabi haath ho teraa milaana jhooth harami ho mira bhi
Zain Aalamgir
0 likes
tha mahz tumhein bharosa yaar karna ho na paaya aur mohabbat mujhe karne yahii kar yaar paaya
Zain Aalamgir
0 likes
yaar boond-e-ashq girne se zara pahle tu aanaa muntazir rakh fir kinaara ye samandar ka banega
Zain Aalamgir
0 likes
tezaab sa giraa tha mere hateliyon par tha dard aañsuon men kitna na jaan paau
Zain Aalamgir
0 likes
munsif suno tum umr-bhar ki ye saza kam hi lage insaan ko mil muflisi hai ye saza-e-maut hi
Zain Aalamgir
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Zain Aalamgir.
Similar Moods
More moods that pair well with Zain Aalamgir's sher.







