muhabbat ya havas men tha abhii tak main kis ke dastaras men tha abhii tak
Related Sher
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
More from Chandan Sharma
zindagi be-KHabar rahi mujh se aise ki zindagi basar maine apne andar tujhe basaaya aur dhoondha phir KHud ko dar-b-dar maine
Chandan Sharma
0 likes
watan ka dulaara gaya aasmaañ ko ki kitnon ka pyaara gaya aasmaañ ko zameen ne sitaare lutaaye falak pe zameen se sanwaara gaya aasmaañ ko
Chandan Sharma
0 likes
tumhaara saath paane waale jaanaan karenge naaz tum ho saath un ke
Chandan Sharma
0 likes
laakh samandar hai meri aankhoñ men phir bhi sab ko main pyaasa lagta hooñ
Chandan Sharma
0 likes
kisi aur ke nigaahon ki banii hai noor jo tu mirii nazaron men tujh ko ye zamaana dhoondhta hai
Chandan Sharma
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Chandan Sharma.
Similar Moods
More moods that pair well with Chandan Sharma's sher.







