mujhe is ishq ne tere badaa laachaar kar daala ajee laachaar kya poori tarah bekar kar daala mire haakim badaa jaadu dikhaate hain kya dekhoge mare the chaar sau lekin use bas chaar kar daala
Related Sher
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
tu mohabbat se koi chaal to chal haar jaane ka hausla hai mujhe
Ahmad Faraz
135 likes
aaj ham dono ko furqat hai chalo ishq karein ishq dono ki zaroorat hai chalo ishq karen
Rahat Indori
143 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
More from Shubham Seth
shikaayat ke siva dekho use kuchh bhi nahin aata agar ham ek-do kar den usii par rooth jaata hai
Shubham Seth
0 likes
tujhe sheesha banaya hai KHuda ne dhyaan rakha kar gale patthar ke jo lagne lagega toot jaayega
Shubham Seth
0 likes
hansati gaati apni aankh bhigo doge haal hamaara jaanoge to ro doge
Shubham Seth
0 likes
akelapan ha men kha jayega maaloom to tha tujhe dekhe bina phir bhi marengay kam akelaa
Shubham Seth
1 likes
paani men main doob raha hooñ dekh mujhe dariyaa se KHud door kinaara jayega
Shubham Seth
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shubham Seth.
Similar Moods
More moods that pair well with Shubham Seth's sher.







