mujhe to ye zamaana maanta hai magar tu bas thikaana maanta hai jakad le gar ha men pahluu men koi to ye samjho khazana maanta hai
Related Sher
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
bichhad ga.e to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin nahin lagega use dekh kar magar KHush hai main KHush nahin hooñ magar dekh kar lagega nahin
Umair Najmi
1244 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Kushal "PARINDA"
yaad har roz tumhein dil men karta hooñ main dekh tasveer teri dil men bharta hooñ main
Kushal "PARINDA"
1 likes
zubaan par aa gaii har baat jo man men dabaai thii mere is dil ki khaamoshi ne mujh...ko tod daala hai
Kushal "PARINDA"
1 likes
tarasha ishq se mujh...ko magar main ashm achha tha raha bas ishq men ban but bataa degi yahii duniya
Kushal "PARINDA"
1 likes
tarasha ishq se mujh...ko magar main ashm achha jo raha but ishq men kahkar rula degi yahii duniya
Kushal "PARINDA"
1 likes
vo to sab baaton par ab ehsaan jataaya karta hai khaatir jiski main KHud ko aabaad bataaya karta tha
Kushal "PARINDA"
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kushal "PARINDA".
Similar Moods
More moods that pair well with Kushal "PARINDA"'s sher.







