na khvab hi se jagaya na intizar kiya ham is dafa bhi chale aae chuum kar us ko
Related Sher
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
muddat ke baad KHvaab men aaya tha meraa baap aur us ne mujh se itnaa kaha KHush raha karo
Abbas Tabish
61 likes
main so raha hooñ tere KHvaab dekhne ke li.e ye aarzoo hai ki aankhoñ men raat rah jaa.e
Shakeel Azmi
61 likes
More from Abbas Tabish
kya tamasha hai ki sab mujh...ko bura kahte hain aur sab chahte hain meri tarah ka hona
Abbas Tabish
27 likes
mire aansoo mire andar hi gire rone se jee aur bojhal ho gaya
Abbas Tabish
29 likes
main to ai ishq teri kooza-gari jaanta hooñ tune ham do ko milaaya to banaa ek hi shaKHs
Abbas Tabish
4 likes
maine aankhoñ ke kinaare bhi na tar hone diye jis taraf se aaya tha sailaab waapas kar diya
Abbas Tabish
31 likes
shaayad kisi bala ka tha saaya darakht par chidiyon ne raat shor machaaya darakht par
Abbas Tabish
32 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Tabish.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Tabish's sher.







