pakad kar chhod do kuchh bhi to ik ahsaas rehta hai tumhaara haath mere haath men tha der tak yaara
Related Sher
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
rootha tha main bahut dinon se maan gaya lekin kaan pakad kar jab vo boli soree-voree sab
Sandeep Thakur
100 likes
kuchh na rah sakaa jahaan viraaniyaan to rah gaiin tum chale ga.e to kya kahaaniyaan to rah gaiin
Khalil Ur Rehman Qamar
164 likes
KHud ko itnaa bhi mat bachaaya kar baarishen hon to bheeg jaaya kar kaam le kuchh haseen hothon se baaton baaton men muskuraya kar
Shakeel Azmi
101 likes
vo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik KHoob-soorat mod de kar chhodna achha
Sahir Ludhianvi
206 likes
More from 100rav
meri chaahat kisi aangan kii tulsi hai main kaise ghar men laaun maa koii tulsi
100rav
0 likes
be-vafa ladki ke gham men ek ladka be-wafaai kar gaya maa baap ke saath
100rav
0 likes
ye nadi bhi poochhti hai yaar kitne gehre ho tum
100rav
1 likes
be-vafa kahke munh ferne vaala jo phir palat kar ke dekhe to kam-zarfi hai
100rav
0 likes
ye jo sab kahte hain aayegi qayaamat ek din maine vo din bhi guzaare hain tere jaane ke baad
100rav
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on 100rav.
Similar Moods
More moods that pair well with 100rav's sher.







