pata karo ki raqeebon se mil raha hai kya vo aaj kal jo bahut mehrbaan rehta hai
Related Sher
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tumhein husn par dastaras hai mohabbat wohabbat badaa jaante ho to phir ye batao ki tum us kii aankhoñ ke baare men kya jaante ho ye jugraafiya falsafa psychology science riyaazi waghera ye sab jaanna bhi ahem hai magar us ke ghar ka pata jaante ho
Tehzeeb Hafi
1279 likes
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
kisi ko ghar se nikalte hi mil gaii manzil koi hamaari tarah umr bhar safar men raha
Ahmad Faraz
594 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
More from Nirmal Nadeem
tumne honton pe tabassum jo saja rakha hai hosh maghroor gulaabon ka uda rakha hai
Nirmal Nadeem
1 likes
main dard ki zameen pe guhar dhoondhta raha vo aayi aur ishq ka izhaar kar gaii
Nirmal Nadeem
1 likes
qaza se kah do kahii aur hi qayaam kare lagega waqt mujhe main kisi ke pyaar men hooñ
Nirmal Nadeem
2 likes
tere honton se chhalkati hai kiran suraj ki tere hansne se meri subah chamak uthatii hai
Nirmal Nadeem
1 likes
dil par tumhaare naam ki takhti lagii na thii phir bhi zamaana jaan gaya tum yahiin pe ho
Nirmal Nadeem
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nirmal Nadeem.
Similar Moods
More moods that pair well with Nirmal Nadeem's sher.






